Tuesday, February 22, 2011

To be contd........baaki break ke baad

Shri Vivekanandji logic mein yakeen karte the.

Her sawal mein un aasthaon per prashnchinh hota tha,

jise hum aahsaas ya mahsoos ker saaktein hein,

per usska koi sthool ya thoos roop nahin hota,

Shri Ramkrishna Param Haans Isshwar se ekaatmntyata se batein karte,

Ma!Ma!kahker sewa,pujan,bhojan,bhog lagate,kabhi nacchte gaate hue bhajan karte...

kahtein hein trans/(jise ishwar se sakshatkar hona kahtein hein) mein pahunch ker,

behoosh/murcheet ho jaya kerte theeeee.

Vivekanand ne kaali ma se unke sakhshatkar aur vishwas per sawal kiya,

unhoone Vivekanand ke tammam sawalon ke jawab dete hue,

iss aasliyat ka bhaan kaarwaya....aur unnhein bhi sakshatkar karvaya.

Shri Vivekanandji ke sooch mein kucch badlao aa gaya....!!!

unhonein bhartiye sabhyata, sanskriti,aadarsh stithiyan,

hindu dharma,humare desh ki duniya mein yogdaan aur uski khasiyaton ke alaava,

desh ke yuvaon ko jagrit ker,prerit karne ka kam kiya...(vivekaanand sahitya parhien)

inn sabka bharpur tarksaangat vivran kiyaa hai,

per unki sooch mein kucch adirishya takaqt aissi hein,

jissi humm/vigyaan- aaj bhi saamajh nahin paayein hein.

Aaj bhi issthitian wahi hein,

isse samajhne-samjhaane-janne ka silsila aaj bhi jaari hai.

mein bhi ...kai baar swayaam se sawaal jawab karti hoon,

kussh aur naraz hoti hoon.

vivekanandji swasth body,mind and soul ki batein kiya karte theee

swayaam bhi 'football' khelte the.

unka manna tha yeh khel youvaon ko collectivly jeenna seekhaiga

To be continued......

No comments:

Post a Comment