Acche khabrein/achievements mein aurr joddeinge aur kamiyon mein burrii khabron per dhyaan rakheinge aur sudhaar kareinge!!!
jabtak aap kiissii khabar ke peecche "campaign" ki tarah aggressivly followup nahin kareinge....woh "create nahin hogi","na hi log usse notice karenge".aissa advertising mein hota hai.aap create karte hein,phir vyakti ya product ko sustain swayaam aapne aap karna hota hai. isse bbom ya hype ya laher ya hawa bhi kahtein hein.
per news mein aaissa karte waqt source ki authenticity aur proof ka khayaal rakhna chahiye taaki aapki credibilty baani rahe aur galat khaabar se kiisii ke maan saamman ko thedsh na pahunchee!!!one should must show the pros n con..all the sides,if the news has not reached to the conclusion and they are speculation....say,"aissi sambhavnayein ho sakti hein".
No comments:
Post a Comment